#Salam #DuroodOSalam #MuhammadRamzanKaifi
Salam Bahazoor-e-Khair-ul-Anam Elaihi-s-Salat-o-Wasalam
Salam Os par keh jo hai Mazhar-e-Anwar-e-yazdani
Salam Os par keh jo hai Masdar-e-Asrar-e-Irfani
Salam Os par keh jis se hai munawar bazm-e-imkani
Wajood-e-pak jis ka hai attaey noor-e-yazdani
Salam Os par keh jis ke naam he ka bol bala hai
Salam Os par keh jis ke noor ka har sou ujala hai
Salam Os par keh jis ko arfaa-ud-darjat kehtey hain
Salam Os par keh jis ko fakhr-e-moujodat kehtey hain
Durood Os par keh jo hai Sarwar-e-Kon-o-makan tehra
Durood Os par keh jo jagg ka Ameer-e-karwan tehra
Durood Os par keh jis ka tazkara hai pak Quraan mein
Durood Os par keh jo jalwa fashan hai Bazm-e-Irfan mein
Durood Os par keh jo Kaifi ka Moula aur Aaqa (PBUH) hai
Durood Os par keh jis ka ta abad dunia mein charcha hai
- Written and read by Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi (Naatia Poet)
- Ashk-e-Aqeedat (Urdu Aur Saraiki Naatia Kalam)
Available at: https://drive.google.com/file/d/1XpQd1aG_1SLMA7Fbb4SvBsgC989Qidg6/view
#-----------------#
Address
#-----------------#
Aastana Aalia Ghousia Awaisia Near Qasim Bagh Khanqah Sharif T/D Bahawalpur, Punjab Pakistan.
#-------------------------#
Content Maker
#-------------------------#
Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi is a Teacher, Artist, Naatia Poet, Writer and Mystic. He is illuminating the hearts of people through his intense Love for Allah, Hazrat Muhammad (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam), Ahle-Bait (R.A), Sahaba Karam (R.A) and Auliya Karam (R.A).
His books: Ashk-e-Aqeedat(Urdu and Saraiki Naatia Kalam) and Aqwal-e-Kaifi(Aqwal in Urdu and English) have been published.
Ashk-e-Aqeedat is collection of Hamd-o-Naat, Manaqib, Kafiyan, Qataat, Rubaiyat and Fardiyat in Urdu and Saraiki.
His other books that are in the process of publication are:
i- Kaifiyat-e-Kaifi
ii- Muqashfat-e-Kaifi (Volume-1)
iii- Muqashfat-e-Kaifi (Volume-2)
iv- Bazuban-e-Khalq.
He has been conducting religious congregations and Spiritual Mahafils:
i- Mahana Mailad-e-Mustafa (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam) since 1987.
ii- Salana Mailad-e-Mustafa (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam) since 1987.
iii- Salana Mehfil Zikr-e-Ahl-Bait (RIZWANULLAH ALAIHE) since 1427 Hijri.
iv- Salana Mehfil Ghous-ul-Azam Hazrat Al-Sayyed Al-Shaikh Abdul Qadir Al-Jilani Al-Hassani-o-Al- Hussaini (Qudd-e-Sa Sirr-o-hul Azeeze)
v- Salana Mehfil Hazrat Khawaja Mohkum-ud-Deen Sairani (Rahmatullah Alaih)
#-----------------------#
Social Media
#------------------------#
His collection of Hamd-o-Naat, Nazm, Manaqib, Kafiyan, Qataat, Rubaiyat, Marsiay and Fardiyat in Urdu and Saraiki is available on:
1-YouTube https://www.youtube.com/mramzankaifi
2-Facebook https://www.facebook.com/RamzanKaifi
3-Fb Page https://web.facebook.com/mramzankaifi
4-Dailymotion https://www.dailymotion.com/mramzankaifi
5-Twitter https://twitter.com/MRamzanKaifi